Description
✨Qibla e Awwal Edition✨
For the very first time…
A Jai Namaz that is not just a surface for prayer,
but a reflection of your heart’s bond with the oppressed people of Palestine.
Crafted from pure natural cow leather, this prayer mat is a rare blend of softness, dignity, and spiritual meaning.
With the image of Masjid Al-Aqsa etched on its surface,
every sajda becomes a silent supplication,
and every qiyam becomes a statement of solidarity.
🌍 For the first time, a Jai Namaz has been made with Palestine in its soul.
✋🏽 This is not just a prayer mat —
it is a symbol of awakening,
and a reminder of the Ummah’s sacred responsibility.
FAQs – Qibla e Awwal Edition
-
Kya ye Jai Namaz pure leather se bani hai?
Ji haan, ye 100% natural cow leather se tayar ki gayi hai. -
Kya is par namaz parhi ja sakti hai?
Bilkul, is Jai Namaz par namaz parhna bilkul jaez hai. -
Kya is par Quran ya Islam ki koi be-adbi hoti hai?
Nahi, ye Jai Namaz adab aur respect ke sath design ki gayi hai. -
Kya leather par namaz parhne ki misaal Islam ke dor se milti hai?
Ji haan, tareekh mein Sahaba karam ne leather par bhi namaz ada ki hai. -
Kya is Jai Namaz ko bina wuzu touch kiya ja sakta hai?
Ji haan, isay touch karne ke liye wuzu lazmi nahi hai. -
Kya Masjid Al-Aqsa ki image namaz mein disturbance create karti hai?
Nahi, kyunke ye sirf naqsh hai, living cheez ki tasveer nahi hai. -
Kya ye Jai Namaz sirf ibadat ke liye hai ya gift ke liye bhi use ho sakti hai?
Ye dono maqsad ke liye perfect hai – ibadat aur gift dono ke liye. -
Kya garmi ya paseene mein leather Jai Namaz uncomfortable ho jati hai?
Nahi, ye soft aur breathable hai, namaz mein aram deta hai. -
Agar Jai Namaz napak ho jaye to kya clean ki ja sakti hai?
Ji haan, pani se wash ya soft kapray se wipe kar ke easily clean ki ja sakti hai.


Reviews
There are no reviews yet.